Saturday, March 10, 2012

Musu writes Poem For Silica

Hai dost mera mujhse khafa
jo chahta hai hamesha mera bhala
sikhata hai jo mujhe jeene ki kala
jo rakhta hai door mujhse har bala
par main hoon ek bevakuf baala
jisko aaya na kabhi manaana
bas aata hai bachcho wali kavita sunaana
maan jao Silica
mere pass hai naa galti ka koi bahaana
maaf kar do mujhe, bas kabhi mujhse jee naa churaana !
.

Though its a bit edited, but insignificant change done..

No comments:

Post a Comment